Re: Pringles
15 pizza order karoge to tum khud laddoo ban jaoge..
take sumfin healthy which u can eat whole night..![]()
Re: Pringles
15 pizza order karoge to tum khud laddoo ban jaoge..
take sumfin healthy which u can eat whole night..![]()
Re: Pringles
aaaaah :sigh:
Mujhay Lahore yaad Karwa Deya ![]()
Re: Pringles
Konsay walay 11 Gappar? eek
Re: Pringles
So Can I Expect Specially Delivery From HOLLAND … Ahem ahem ![]()
Re: Pringles
chalo yeh yaad hogaya na… ab 1 say 200 tak table bhi yaad karlo fata fatthula
Re: Pringles
Ofcourse raat Walay
… Kiu kay Main Subah Walay 11 bajay Koi Risk nahi lay Sakta ![]()
Re: Pringles
haan aur wo bhi shaadi ka laddo rotfl
Re: Pringles
special delivery from holland..? hmm.. no problem..![]()
Re: Pringles
jo khaai woh pachtaai aur jo naa khaai woh bhi pachtaai..![]()
Re: Pringles
nahi yaaaaar
Mera Pehlay He PHP And JAVA Coding par kaam kar Kar kay Bura Haal Ho gaya Hai ![]()
Re: Pringles
hain achaaa :S
t phir aisay laddu ka faida ? kuchaal doo iss laddu ko pairon talay hehe
Re: Pringles
yaar.. tumhe ne pata..? sab yeh kehte hain..pata nahi kis duniya ke ho tum..![]()
Re: Pringles
haan to aisay kaam kartay hi q ho ? … apnay level k kaam kia karo na… umm jaisay…
3 ka table yaad karo
100 tak utli counting karo
socho k pani ka agar olor hota to kaisa hota etc…
q nanhi si jaan par zulm kartay ho ![]()
Re: Pringles
Ok My Menu : ( ATA is main Tumhara Koi Hissa nahi hai ) ![]()
12 parathay ( Prefer qeemay Walay )
Karalay ( Qeema Inside ) ![]()
Lobster And Crab Rice ![]()
baaqi baad main bataon ga
Abhi yeh kaafi hain ![]()
Re: Pringles
bas yaar na Pooch … Choti Se Jaan par Itni Ziada Programming Languages Heavy Ho gaye Hain ![]()
Re: Pringles
no problem.. tum bas thora sa intezaar karo meina bhi bheejti hoon.. ![]()
Re: Pringles
main mirrekh ki makhlooq hoon… wahan to aisa nai hota…
wahan har larki ko laddu banana zaroori hota hay shadi k liay… wo rozana 100 laddu banati hay apnay husband k liay… aur wo khoob khaata hay ‘gupp gupp’ kar k…
wahan to laddu khila khila kar maar daltay hain…
Re: Pringles
ke guyz.. im out..i’ll catch ya later..![]()
Take care..
Allah Hafiz..
![]()
Re: Pringles
BHOOKAY… Afriqa kay Langoor…
nai nai yeh kafi thori hain, inn say kia hona hay, iss say to ap ka moonh bhi geela nai hoga na… bolo bolo sab kuch bol do aaj…
beechari bachi say jitni ‘daigain’ pakwani hain pakwa lo aj… q k aaj kay baad tum khanay k qabil na rahogay lol
( hoonh mera hissa nai hay… diakh loonga )
Re: Pringles
Pls Jaldi Haaaan
Aur DHL waloon ko kehna Urgent ( Charterd Plan ) say send karay ![]()