Princess Fiona Kahan ho tum

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

Sari Mandakiyonn ko zukaaam jo ha :hehe:

Aise nahee kehtey...Us ko Zukam hay aj kal, tabhee NaMaan bhag raha hey

yeh hotee kia hey meena Auntee,

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

oh- reeeeeaaaaally??? hm… kahin wo MM to nahin :smack:

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

jahalat-

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

Yaar it means ka abb woh manadak kisi or sa shadi nahi ker sakta :bummer:

Haan sachee , mera bhee yahee kheyal tha

Ab dekho na how an Maidak marry a gal...

it are not possible..schee

wo larey gee tu wo tu Tar'ra bhee na sakey ga

Tum Maan Jao na yaar

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

:CareBear: yaar wo laray gi jab naa, jab wo wapas aaye ga… wo to samander main kood chuka hay :rotfl:

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

Namaan… uff :smack: tum bhi naa… tum kisliye ho!!

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

Becharay na aik desi lerki sa shaadi kernay ka gum ma khood kushi ker li .... how sad :(

Pagal Meena Maindak samandar main nahee hotee, aisa karo tum apna Nick

goodBibi rakh lo

schee…u and I are vary intaligant

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

heheheh — phir kahan hotay hain??? mujhay nahin pata :bummer:

Kaisey, pani main kood key...?

Ha hai

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

goodbibi nahi … goodbobo :rotfl:

wo na mainad wahan hotey jahan phudkna Asan hota hey

Kehtey hain ager Maindak 10 din na phudkey tu Maar jata hey,

Ab us larkee ka kia ho ga

Namman Tum batao zara

or kiya ... bechara lagta ha kafi intelligent tha ... shaadi ka pehlay din he right decision ker liya uss na :p

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

mairee bayizzati kharab mat karo :cryb:

goodbobo, nahee mugh ko goodbibi acha lagta hey

bobo tu chot ko kehtey hain..schee, tu bobo acha kaisey ho ga..daso zara

Re: Princess Fiona Kahan ho tum

hehhehe uski biwi bechari :smiley: had hay had! uff :smack: