Baarish ke liye ek Shair .. i made by myself
plz hasna mat :
Aaj ki baarish kuch apni si lagi
Aisa laga jaise,
Jitne aansoon meine tumhare liye bahae,
khul ke aasman se neeche aa tapke ..
Jaise..
Jitni mohabbat mujhe tumse thi
iss baarish ki harr boond ne yeh batlaya
Jaise..
Aankein band karke
koi apna nazzar aya
Jaise ..
Aankhein khol kar
Mujhe milli meri purani zindagi
Jiss mein Tum the aur Mein
aur .. Koi nahin
Iss tarha hi..
Aaj ki baarish kuch apni si lagi ..
My urdu is not that good, thats why i couln’t use tough urdu in it .. but hope u pplz like it, and hope its worth to place it in the Poems Sector .. 