Preparing for Ramadan!

Jub pait bhara ho toh , ebadat main bhee dil lagay ga.
Halal khana bhee bohat baree ebadat hay.
Allah ka shukar kar kay khana aur , kha kay shukar ada karna bhee ebadat hay.

Bhokay ko toh chand bhe rotian aur ja namar dastarkhawan nazar ata hay. :smiley: