Re: Precious^Khan’s wedding pics
khamoshnighaie - - - - - hum ko tu nahi pata chala appnay kab hello kaha
or kia hum app ko bacha chor lagtay hai ![]()
Azad - - - - bhai bus kia karay she is the first GS member jo hum say mil kar nahi gaie . . . wesay app karachi ana tu plz asa nahi karna . . . . kyun kay yah baywafaie hum appsay nahi sah paie gay ![]()