>>>Prayers...>>>

Re: >>>Prayers...>>>

AAab sunlo me agaayaahoo!

Aaaj ki ajeeb bhaat hai ke China se Pakistan Pounch gyaa hoon.

Aaab dekna yeh munda Rawalpindi kiya karegah!

Meri yeh duwa hai ke hum sab ko Allah moka atah farmahai ik acha sateeh milne kah.

Mere ma-bap ne aab mere liye rishta dundhliyah, jaab shadee ka moka ayga to pata-dunga saab ko!

Allah saab ko yeh hushee de.

Arey mera to dill jhoom jhoom raha hain,....... abi abi badhe bhai se baat karaatha me. Aaj yahan subha bohat pyaraa mosum tha haan?

Aaab mu me paan like duwa karaho,

Haay kintah khambaht admi ho haan? :D