PPP, PTI and PAT Alliance

Re: PPP, PTI and PAT Alliance

aakhir PMLN ko waqt say pehlay kyon farigh kya ja raha hay??? establishment ko kya paRi hay kay choon choon ka muraba tayaar ker rahi hay…

kabhi Rizvi
Kabhi Qadri
Kabhi Qadri+Niazi+Zardari+Kamal
Kabhi Sialwi

aur sab hi nakaam hotay ja rahay hain