PPP Government has a right to do Corruption

Tumhara matlab hai chori aur seena zori hu rahi hai mian jab Sadar hi chor hu tu baqi ka kiya kero gey??? is ki bebasi nahi dekhi tum ne??? I mean Pakistan main jab sahih banda panap hi nahi sakta tu kiya bat kerin??? Yani burai kerin per Iqrara na kerin awain Hya aur behaiyai ke chakar main phans ker masley kerty hu tum laug:D PPP ka tu naara hi hai sharafar chor di ham ne ker lo ju kerna:hehe: Aur jahan tak swal hy is ke kan pekrwaney ka tu Dr. Firdu Ashiq Awan ki misal ley lo ye tu shukar ada kero Allah ke baad sadar Zia ke in jialon ko lagam os hi ney dali thi warna inhon ne tu Pakistan main kisi ki izat mehfoz nahi rehny dyni thi ju hal tha Bhtu aur os ke SHURAFFA sathin ka:D