abe kia neend mein hai?..mein kiyon sharam karo bhai..mush hell mein jaiye meri bala say..i neva supported him..
aur hisaab lay ga mush say? zardari ?..agar pak ka justice system west jaisa hota to mein 100% support karta mush ka hisaab lay lay kay liye…
agar mush ka hisaab lay na hai to zardari benazir nawaz sharif babar ghauri gillani etc ka kiyon nahi?..
do u know wht zardari is doing rite now to business community ?.. do u know zardari is enjoying 30% profit of arif habib?..do u know aqeel karim was being pressurized to give share to zardari and whole stock market was fuc k up..do u know zardar is “ordering” dewan group of companies and many others to give their share?..
kaun kis ka hisaab lay ga?..
there r many bigger problems in pak then mush..