Power theft by Musharraf in Chak Shahzad

sahiah kehtay ho pakistan main choron uchakon ko chorh den kyon ke woh apna quota le kar mazay kar rahain hain. tumhari is soch ki wajh se pakistan tabahi ke raastay par kharha. kuch sharam karo. chor musharaf ne barha maal kamaya hay koi to us se bhi hisab lay.