post your

Re: post your

Haan Woh Mainay Aik Baba Say Taa’weef Karvaa rak’kha HAy ..Bay fikar raho :snooty:

Tum Nay Tou Dil Par Lay Lee mayri Baat … Lagta Hay Aaj Naashtay Main Kaw’way Kha’ey HAin … Is Liay larrnay par tulay Hovay Ho :~)

jab Itna Gharoor Hay Tou Post karnay say dartay kiyun Ho :faizy:

MAshALLAH :blush: