**Baqi nisf hi kafi hy bakhshish ko I hope:smokin2:
waisy bhi ham zahri safai se ziada batin ki safai per dhiyan daity hain:D
bachpan se aik muhwara sunty aai hain , “kutta bhi bythta hai tu dum hila ker(safai ker ky) baithta hai”(yani kutta bhi safai pasand janwar hai)Ham ny bachpan main hi fysla kiya kuch bhi hu KUTTA nahi banna;) na hi hamari dum hy ky hilain:hehe:
**