POST Your Feelings

Re: POST Your Feelings

may sochti hoon may sochtee hoon jo sochtee hoo vo yaha na bataoo

Re: POST Your Feelings

itna mat socho…ghuttnoo’n main dard ho ja’eyga :barbie:

Re: POST Your Feelings

app sahi karti hai .. jo sochti hai wo sirf mujhe batain app soch kar… yani kay… soch samajh kar soch kar batanay main ki he alag baat hai.. maslan.. jab shoaib Akhtar balling karta hai tu pehle socha hai phir samajhta hai or bowl karta hai.. kya sumjheen ap.. main sirf yahi kehna chahta hoon

:mocking: :mudhosh:

Re: POST Your Feelings

feelings to meri hai hi nah i:halo:…to app ko bataoun kiya:D …

Re: POST Your Feelings

vohi to
kisi ko na mai kabhi samjhh aaee na hi meri baatein samjh aayein hein

kheirrr

mai ne kaha hi ke voh mujse lartee jhagarti hai chhoti behan hai keh sakti hai ke naraz ho gai to fer kabhi baat nai karegi

Re: POST Your Feelings

main app ke baat samajh sakta hoon :halo: :smiley:

Re: POST Your Feelings

acha shoaib fer baad may hi bataoo gi
intezaar karna aur muje sahi se batana plz

Re: POST Your Feelings

je je zaroor… app bus private msg kar diyay gaa main sub ko bata dooon gaa.. intezaar karne kay lye main tayyar hon :hula:

Re: POST Your Feelings

kis sab ko?

Re: POST Your Feelings

oh ho.. mera mutlub thaa ke .. app mujhay bataain main sub kuch SAMAJH jaoon gaa!! .... sorry.. i wz thinkin sumthin but typin sumthin else :D

Re: POST Your Feelings

acha

Re: POST Your Feelings

^^acha?
:konfused:

Re: POST Your Feelings

maine kaha tha pehnkwaoun ghi
khud nehi phenkoun ghi usseh
samjha kerein jiiiiiii

Re: POST Your Feelings

^ tum abhi tak jaag rahi ho… mainnay kaha so gai :sleep2:

Re: POST Your Feelings

mere paas aur bhi kaam hain sirf net per nehi beht’ti mai tumhaare terha

Re: POST Your Feelings

^^
haan nikkamai loogh pura din gupshup lagatai hain:) .........

Re: POST Your Feelings

Hey Siddii.. :hugz:

Re: POST Your Feelings

kis baat per?

Re: POST Your Feelings

hey chillyyyyy :hugz:
kiya ho reha ahi ?

Re: POST Your Feelings

hey hey hey .. i am watching TV also acha :barbie: