Re: Post ur No. of posts per day
hmmmm baat knowledge ki hi hai actually ![]()
and wo baat ye hai ke main apna dimagh kyun khapaun
sara din kaam pe dimagh ka bhaija fry and phir yahan bhi ![]()
wese bhi kon man’ne wala hai…
and priorly I prefer Manner & Etiquettes
and dont like arguing… baat 2 tok honi chahiyeey… yahan to behas pe behas hoti hai ![]()