mere haath itnay ziyada khoobsurat hain kay aik daffa aik larki nay mere say haath milaya tha, usdin kay baad wo kabhi behoshi ki halat say bahir nahi a sakee, aaj bhi ICU mai bethi hai.
Kiu pah Samad, tumnay kay uskay haath ki UngliaN aagay peechay kar deeN theiN? LOL.
no wo behosh is liye hoyi thi kiyonkay doosri taraf say mainne bijlee kay khambay ko ghaltee say pakar lia tha, mai to 330 volt ki bijlee bardasht kar li, magar wo nazuk si pari kaise karti.
no wo behosh is liye hoyi thi kiyonkay doosri taraf say mainne bijlee kay khambay ko ghaltee say pakar lia tha, mai to 330 volt ki bijlee bardasht kar li, magar wo nazuk si pari kaise karti.
Wah! bongi of the year 440 volt hota tu bat bhi thi:D
Wo baimar tha na. Kuch din say nazar nahi aaya. Isi liye to poocha hay. Ab har baal ki khaal mat utara karo. Kuch ki rehnay diya karo, un baicharuN ko bhi sardi lag sakti hay, :D
Muje kissi nay kaha tha jin larkion kay hath ziyada khoobsurat hote hain, wo shaadi kay baad , raat ko churail ka roop ikhtiyaar kar kay apnay khawand'oN ka khoon choosti haiN.
Is sy achi tu koi bat ho hi nahi sakti khusurat hathon wali churail ky hathon merny se behter hy do hath waly larky ke sath zinda reh lo:D
waisy Dostana main Amitabh ya shutro ghan senha main sy kon kerta hy shadi larky sy :aq: