Hamarey zamaney maiN sirf Khoye waali KulfiaaN hoti theiN.
Aur ham choc-bar nahi “Gurr” khaya kartey thay. Jis ko aaj kal song lyrics maiN kaafi istimaal kiya jaa raha hay. Such as:
“MaiN mar jaawaN Gurr kha kay”… and
“Pyar taira Gurr warga”
Wagera wagera.