Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
sannan sahi jaa rahay ho (bhool gaya) lolz so dude aaj kal baray forums k chakar lag rahay hain :)
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
sannan sahi jaa rahay ho (bhool gaya) lolz so dude aaj kal baray forums k chakar lag rahay hain :)
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
badam kiyon nahi khatey app:naraz: ,
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
Kis samt chalain kon si dehleez pe bethein
is sheher mai kuch bhi ho riyaklar buhat hain
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
**iss he par yaad aya … actually i 4got to eat almond , now i’ve one
Shaher Kay Loog Mukhlish Hain, Hamdard Hain, Par Hamari Suno Hum Jahan Gard Hain
Dagh-E-Dil Nah Kissi Ko Dikhana Sajan, Yeh Zamana Naheen Woh Zamana Sajan**
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
hahahahah … yaar bus zara change kay liay tumharay peechay peechay chal daitay hain hum bhi …
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
sara g aaina ghusa ooye ay karak chaa da pyaala ay ![]()
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
N/a
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
Ji Janab to buhat din ho gay ehian,...... shsher pe sheir likhtey
ab zara mon ka Zaiqa change kijiye
oor topic ka rukh motrey hain
*oor agla topic humain diya hai,,, MIRZA saheb ne...... *
**sheher se,,,**
Tark e Taa;luq ki taraf,,,
kesa,,,??
ab jaldi se sab alert ho jain oor is per sheir bhejiye...
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
wo samney aaye to hum bhi muskura diye
jin ke tark e taluq pe kabhi toot ke roye they
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
*tark taa'luqat pe roya na main na tuu *
**lekin yeah kiyaa k chen say soya na main na tuu
**
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
*har aik maslay ka hal nikal rakhti thi
zaheen thi, mujhay hairat main daal rakhti thi *
*main jab bhi tark-e-taluq ki baat karta tha
woh rokti thi mujhay, kal pay taal rakhti thi *
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
Aadaab dosto::
pehlay aik she'r Mohtaram BL ki nazar :
aap nay meray baray main na janay kiya kuchh keh diyaa lekin apna haal to yeah hai :
Na thee haal k jub hamen apni khabar rahay dekhtay auroN k aib o hunar
PaRi apni buraa-iyoN par jo nazar to nigaah main koee buraa na rahaa
aur ab tark e taa'luq
Tark e taa'luq apni khata ho aisaa bhi ho sakta hai
woh ab bhi pababd e wafaa ho aisa bhi ho sakta hai
aik aur
iss tark e taa'luq pe pareeshaaN to hooN lekin
ab tak k teray saath pe hairat bhi bohat hai
sham
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
*U'll find 3 last topic in this ghazal 1. sheher , 2. Mohabat, 3. tark-e-taluq *
**TARK-E-TALUQ
chali hai **sheher **main ab kay haw a **tark-e-taluq **ki
kahin ham se na ho jaey khatam tark-e-taluq ki
banawat guftagoo main ,guftagoo bhi ukhri ukhri si
taluq rasmi rasmi sa,ada tark-e-taluq ki
hamian wo sabar ke is mor tal lanay ka khawahaan hai
kay tang a jaeyn ham ,maangain dua tark-e-taluq ki
bahanay dhoondta rehta hai wo tark-e-marasim kay
isay waisay bhi adat hai zara tark-e-taluq ki
ye bandhan ham nay baanha tha salamat ham ko rakhna tha
bohat koshish to us nay ki sada tark-e-taluq ki
wo milta bhi mohabbat **se hai lakin aadatan Sajid
kiye jata hai batain ja baja tark-e-taluq ki
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
Tsleem Mirza saheb,,,
her giz guman e tark e taaluq nahin mujhay
milnay ki ik ada hai teri berhumi mien bhi
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
Wah wah,, MashAllah... Sannan ji,,,
Ehl-E-Wafa Se Tark-E-Taaluq Kerlo Per Aik Baat Kahein.....
Kal Tum Un Ko Yaad Karo Ge, Kal Tum Unhein Pukaro Ge
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
**Buhat Khoub …kia yaad dila diay …
main aiyna tha, woh maira khayal rakhti thi
main toot-ta tha to chun kar sambhal rakhti thi
main jab bhi tark-e-taluq ki baat karta tha
woh rokti thi mujhay, kal pay taal rakhti thi **
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
main jab bhi tark-e-taluq ki baat karta tha *woh rokti thi mujhay, kal pay taal rakhti thi *
main aiyna tha, woh maira khayal rakhti thi main toot-ta tha to chun kar sambhal rakhti thi ** **main jab bhi tark-e-taluq ki baat karta tha *woh rokti thi mujhay, kal pay taal rakhti thi *
Kitni achi thi na Wo
:) :)
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
**oye duplicate ho gai ya woh aik he thi
**
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
**Wah Wah kia sher yaad aay hay iss he baat par
aey dost hum ne tark e taaluq kay bawajod
mehssos ki hay teri zarort ...kabhi kabhi**
Re: !POETS FIGHT CLUB~ AN EFFORT FOR SI
Yeh mujhey kiyon nahi yaad aaya…