Ishq ke nashe mein Dobay to ye jana hum ne Faraz
Ke dard mein tanhai nahi, tanhai mein dard hota hai
**(Pic: Kangna Ranawat)
**
Aj toot kar uski yaad aye to ahsas howa
Utar jayein jo dil mein wo log bhulaye nahi jaty
(Pic: Barbie Doll. Sig: Malik. Usman)
Dosti ka dawa karne walay kuch aisay bhi hain wAsi
Jinhein hum yaad to atay hain apni masrofiyat ke baad
**(Pic: khiRki se jhankti aik anjan laRki. Sig: Aliza. By: Shan)
**
Kon kehta hai nafraton mein baRa dard hai Muhsin
Kuch muhabatein bhi baRi aziat naak hoti hain
(Pic: Patty khati namaloom laRki. Headline: fb.com/urdupoetry.collection)
Unhien kehna ke ye tum hi thy jis se hum ko muhabat ho gaye
Warna hum khud hi gulab hain kisi khushboo ki tamana nahi karty
**
(Pic: Tanha phool chiraghon mein)**