Poetry J

Re: Poetry J

u like it?

Re: Poetry J

ahem ahem ahem my new one

ghum to khushi, kai saath ho na ho
dil may teri, teri aik aas ho na ho
chehray pay teray, muskarahat ho na ho
dil may koyi shikwa, koyi gila ho na ho


teri yaadain hamay satati ho na ho
teri baatain hamay yaad ati ho na ho
lafz hamaray nikltay ho na ho
pyaasi ankhain kuch kehti ho na ho


hamay nahi pata teray janay se mayoosi ho na ho
beshak meri nazroon may to ho na ho
choor kai janay waley kabhi alvida kaho na kaho
fark nahi parta ab tum ho na ho!

Re: Poetry J

dats even better - great one aisha - keep it up....

Re: Poetry J

thanks baji i just wrote it now:blush:

Re: Poetry J

**Pakoray to kub kay khtam ho gay hain
Sath main Doodh Bhi naheen hay
Kaho To Thanda Paani hey lay aoon **:smiley:

Re: Poetry J

:blush:
ek gana yaad aagia parh kar … poora zahan main naheen aa raha …

Kaho nah kaho, Yah Aankhain :halo: bolti hain …

Re: Poetry J

wah kya baat hai :slight_smile:

Re: Poetry J

wow this one is even better :)

Re: Poetry J

waqfiyat to thi, laikin arz jab baat woh hoyee
sitaroon ki kehkashaan thee aur koyi
simtey aik saath kash zahir hotay woh khawab
mehfooz un yadoon mai, kahani hai AUR koyi
wohi kissa, wohi roo-daad, ho woh jaisi aur koe
kaha man liya ab adat ki majboori hai aur koe

Re: Poetry J

kitni jaldi yeh mulaqat guzar jati hai
piyas bujhti nahi barsat guzar jati hai
apni yadon se dil dukhaya na karo
neend ati nahi aur raat guzar jati hai

Re: Poetry J

Jabh koyi dil se kisi ko pyar karta hai
Tu na khoobiyan dekhta hai na khamiyan
Kash hamme bhi koyi dil se pyar karta hota
Yeh dil anjaane mai bheta rota rehta hai