Re: Poetic guftugu- Let's try it out
Khyal rakhiye janab
Allah hafiz janab
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
Khyal rakhiye janab
Allah hafiz janab
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
Khana bhi kha liya
Ab Allah hafiz ka time aa gya
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
yahan py kia ho raha hy?
kia mera intizar ho raha hy?
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
ham aapkii maHfil meN bhoole se chale aaye
kuchh hamko khilaa deN to phir jaan meN jaan aaye! :)
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
intezar… :hinna:
barish ka intezar…
bijli ka intezaar… :hinna:
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
koi naya thread khula hai ye lagta hai..
ab karein gay hum say jo hosakta hai...
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
tu shuru kijiye jinaab
kis sey dar lagta hai
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
tu shuru kijiye jinaab
kis sey dar lagta hai
Hogaye shuru toh kaun roke ga
shair per shair hoga kaun roke ga.
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
koi naya thread khula hai ye lagta hai..
ab karein gay hum say jo hosakta hai...
dekho dekho kon aaya
sher nahin cheetah aaya
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
cheete se kya derna
abb app se kesa lerna
yun na karein mood kahrab
ajj ki sham hain harey bharey shami kabbab ![]()
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
share karo yahan sab se kabaab
aur badle main kamao lakhon sawaab ![]()
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
app ko milay tu hum ko bhi dena..
thoRa sa sawab ab bhi lena…
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
*kahiiN kabaab, kahiiN sharaab aur kahiiN shabaab
ham ko in sab se kia lenaa, ham ne liyaa sanyaas! *:p
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
Nahin chahiye yeh kabaab
Mein sirf hata hoon lamb kay kabaab
Tiger kay nahin khata mein kabaab. ![]()
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
lamb kay kabaab bhi hote hain kia kabab
aap kha ke dekhiye kabhi chulloo subhani kabab
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
lamb kay kabab miltay nahi asani say..kaha’n jayein gay?
aik baar ye kha kar dekhein…baar baar ayein gay
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
lamb kay kabaab bhi hote hain kia kabab aap kha ke dekhiye kabhi chulloo subhani kabab
suna nahi kabhi kababoo'n mein ye naam-e-kabaab
kya reshmi kabab say achay hotay hain ye kabaab?
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
Munh mai pani aa gya
Kabab ka sun k ![]()
Ab kaun bachayga
Tiger ko humse ![]()
Re: Poetic guftugu- Let's try it out
suna nahi kabhi kababoo'n mein ye naam-e-kabaab
kya reshmi kabab say achay hotay hain ye kabaab?
aae hain ye kabab Iran se
milte nahin ye poore Pakistan main
Khane hain ye kabab to Karachi padega aana
Zaib-un-Nisa strret aur Lucky star ke sangam pe milta hai ye khana
Re: Poetic guftugu- Let’s try it out
Guma’n honay laga hai humko kuch kuch…ke app sahi hain
nahi suna dekha kahin…aur food street mein bhi nahi hain
dar lagta hai abhi tu karachi janay say hazoor
howay halaat behtar tu jaon ga zaroor
kabaab milein nay milein ab hum ko udhar say
ab tu tajasus hai…in dono ka sangam dekhna hai ![]()