Re: Poetic Discussion - Har Waqt Ka Hansna Tujhe Barbad Na Kar De
oops! miyaana ravii bahtar lafz hai…thankoo
“DAR” is liye lagaa diyaa taa k sab ko Daraayaa jaa sake! ![]()
laRkiyaaN ba-waqt-e-ruKhsatii is liye rotii haiN k yeh unkaa aaKhirii ronaa hotaa hai aur mard is liye haNstaa/muskuraataa rahtaa hai k yeh uskaa aaKhirii muskuraanaa/haNsnaa hotaa hai…shaadii ke ba’d to bechaare ko hii ronaa paRegaa tamaam 'umr! ![]()