Re: Poetic Discussion - Har Waqt Ka Hansna Tujhe Barbad Na Kar De
Everyone knows ke ronay se dil halka hota hai, phir bhi log sab ke samne ronay se ghabrate hain, because it is considered sign of weakness.
ooper se iss tarah ke khayaalaat:
ab issi soch main laRkiyan sasural main pisti bhi hain, per amma ke samne nahin roti 
@jiia ye Zara, Zaid ki behn hai.. her shair pe nazar 
Restored attachments: