Re: PM’s
Pehly sy kiya![]()
Re: PM’s
Pehly sy kiya![]()
Re: PM’s
![]()
Re: PM’s
**
maiN ne phir tumhay aqalmand samjh kar sirf ishara kia… **
**tum kioN hairan ho rahi ho??? khoobsoorat couple ko daikh kar
nahi
kehty haiN… :k:
PS… how you doing?? **
Re: PM’s
is moqay pay mujhe yeh gana yaad aya
ashiqa to sona mukhra loqan layi sajna nay bowe agay chick tan layi:jano:
me am good jee aur aap? kia horaha hai? mai aap ke ghar arahi hoon!
Re: PM’s
Main aik sidhi sadi larki hon Ishary bazi sy ijtinab kia kro:jano:
Re: PM’s
ijtinab kia hota hai:bummer:
Re: PM’s
a jao chashmy ma roshan dily ma shad:)
Re: PM’s
:halo: ASA hi btay ga![]()
Re: PM’s
Ijtenab when used with —> :jano: means to encourage… ![]()
Re: PM's
a jao chashmy ma roshan dily ma shad:)
nayi lagda dil mera nayi lagda dil mera hayeeee nayi lagda tere bina dil mera
sajna aabhi jaa sajna abhi jaaaaaaaa,,
waisay jo apne likha hai is ka matlab kia hai?
Re: PM’s
uff khudaya:smack:
Re: PM’s
humary saary ishary ikhlaq k dairy k ander hoty haiN… boly tu “muhazab ishary”
Re: PM’s
Urdu Dan tu dykho
Abby Guryz krna ![]()
Re: PM's
a jao chashmy ma roshan dily ma shad:)
**
chashm-e-siyah daari qurbaan't sha ba maa
khana kuja daari mehmaan't sha ba maa...**
Re: PM's
asa rocks!!
Re: PM’s
:(** Masla ho giya yahn tu tum Muhazab or main bari Jangli hon** :![]()
Re: PM’s
bongi…
hum itnai bhi nabalad nahi hain, paindo samajh rakha hai kiya…
alfaaz ki zoomaniyat ko bhi malhooz-e-khatir rakhain… jumlai mai aik lafz ya SMILLY shamil kar dainai se jumlai ka mafhooom badal jata hai…
hence ijtenaab used with —> :jano: means TO ENCOURAGE. ![]()
Re: PM’s
Tum tu kaho gi hi![]()
ASA is bar tu Aish aki trha bat meri bhi samajh main nahi ai ![]()
Kuch bhi hy shyr sheerin hy:wink:
Re: PM’s
yeh smilly kysy ban giya main nytu :Jano: likha tha![]()
waisy tum jumla pura parho Ishary bazi sy ijtinab janaby ali likha hy:kursi: