Pm subjects

Re: Pm subjects

^-- umm... dil jigar gurday sab ka haal hi wo jaan laitay hain, infat some times jaan hi lay liatay hain :-( wo wo kuch jaantay hain jo aap kay farishtay bhi nai jaantay ;-) ... dil to chahta hay k poori daastan-e-maeer-hamza hi likh doon unn k ishq main, lekin darta hoon k kaheen ameer hamza qabar say uth kar mera gala na daba daian, aur phir phir mera yeh aakhri chiraagh bhi bujah jai, jaisay k ... :-( Owwain owwain owwain...