PM par DHAMKEEE

Re: PM par DHAMKEEE

Cool now i have a wadda para on GS :smiley:

waisay aisay ke jaisay ki taisay huwi :bummer:

Re: PM par DHAMKEEE

yuppp, coool.. I have another GS sis :hug:

hehe.. aisi ki taisi kis ne kari? :smiley:

Re: PM par DHAMKEEE

Gizzy bhai, aap ko nahee maloom…yeh CAFE ka MOD mujhay MOD nahee banata :crying:

Re: PM par DHAMKEEE

awww.. hehehe.. kyoun nahin bana raha..? uss ki itni jurr’att.. :grumpy:

Re: PM par DHAMKEEE

woh kehta hai…sniff sniff gizzy bhai woh kehta hai pehlay 100 dollars dou :frowning:

Re: PM par DHAMKEEE

yahan bhee rishwat :eek:

Re: PM par DHAMKEEE

application fees kay naam par :frowning:

Re: PM par DHAMKEEE

yaani ramzaan ka bhee khayal naheen hay :frowning:

Re: PM par DHAMKEEE

zara barabar bhi nahee :frowning:

Re: PM par DHAMKEEE

in ko to chullo bhar paani main doob kar mar jaana chahiyay

Re: PM par DHAMKEEE

woh kehtein hain…unhey swimming atti hai :frowning:

Re: PM par DHAMKEEE

pahlay chullo bhar paani main kood kar dikhain phir maanaingay k unhain swimming aati hay ya naheen:D

Re: PM par DHAMKEEE

no, never:(

Re: PM par DHAMKEEE

kiya hova noor ???? aatay hee no never shoroo kar diya na salam na dua ...........

Re: PM par DHAMKEEE

theek hai, phir aanay dou INN MODS UNCLE KO AAJ yahan…daykh loun gi mai bhi :snooty:

Re: PM par DHAMKEEE

:confused:

Re: PM par DHAMKEEE

yeh yeh baat hovee na :slight_smile:

Re: PM par DHAMKEEE

i said that u didnt say SALAM when u join us :slight_smile:

Re: PM par DHAMKEEE

… :rotato: thinking so we have a new flooder in town!

Re: PM par DHAMKEEE

flooder kis ko boula mamoo :hoonh: