apko kya lagta hai hum kuch ker nahe rahe bus yahan dua ka kehnay ko agaye hain hum kitne dua ker rahe hain aur kitna parh rahe hain apko is cheez ka kuch undaza nahe hai ager mian yahan per dua ke liye keh diya tu kon sa zalzala aa gaye is baat per itne behas hoye hai mian soch bhe nahe sakte the ke yeh waqt aa gaya hai ke kese say dua ke liye bhe nahe kaha ja sakta bayshak qayamt kareb hai .