PLZ ITS URGENT

Re: PLZ ITS URGENT

HAYEEEEEEEEE zalim kia dukhti rag pakri hay

wo door hain mujh say :bummer:

wo tu 14 ko aa b nai saktay :teary1:

Re: PLZ ITS URGENT

tum jo har lamha humay yaad rahtay ho!
dharkan ban kay dil main sath rahtay ho!

basa lain ik nai duniya, ik naya ashian
khyalon main sochon main harbar rahtay ho!

ban gay ho tum maqsad-e-hayat humara!
haton ki in lakiron main jo sada rahtay ho!

na rakha karo in panchiuon ko qaid main!
tum jo fiza main azad rahtay ho!

na gawar guzri humay tumhari yeh baat jana!
har baar jo kuch kahnay pay thanks kahtay ho!

Re: PLZ ITS URGENT

Hey jigar kesa hay yar

well monday ko dispatch karon gi na tu wed ko mil jaye ga meray JANOO KO

how r u khan ji

Re: PLZ ITS URGENT

Thanks alot dear,, aik card par tu yahi likh leti hon,, kuch or mil jaye tu plz send me ok

mujhay 3 cards bhejnay hain na:D
thanks again jano

Re: PLZ ITS URGENT

ummmmmmmm chalo tumhara b thanks dear

wesay main ab bari ho gai hon na tu ye card par likhon gi tu kuch ajeeb nai lagay ga kia?

Re: PLZ ITS URGENT

**Valentines day hai jail main bhi ik raat guzaar lain ghay
Free main mil jai ga ik cell jail ka kuch paisa bacha lain ghay

****Valentines ko parain jootey tumarey leye wo bhi kha lain ghay
Milo to sahi kaheen akeley saarey badley utar lain ghay
**

Re: PLZ ITS URGENT

humm very nice magar ye tu tum ko tumharay Valentine ki taras say last year mila tha na ye main kesay lay lon:cb:

Re: PLZ ITS URGENT

Ufff uff ,, wo kehtay hain na insan k dil ki dastan us ki zuban par rehti hay har soo,, haye haye lagta hay bari maar khai hay aap nay har 14 feb ko, Allah rehem karay ga agli baar ami aboo ko sath lay k jana na

:CareBear:

Re: PLZ ITS URGENT

off foh samjheeN naheeN aap… maiN tau aisee hee bhejtaa hooN aur woh meraY saath chali bhee jaati hai.. abb yaa tau maiN pagal hooN :blush: yaa woh pagal hai :love:

Re: PLZ ITS URGENT

nazm pasand ayi meri. waisay mere liye yeh 14 kuch bhi nahi hai. youm-e-ishq kuch bhi ahmiat nahi rakhta,

Mujse mat pooch ki kyun aankh jhuka li maine,
teri tasveer thi jo tujhse chupa li maine,
jis pe likha tha ki tu mere muqaddar mein nahi,
apne maathe ki woh tehreer mita li meine

Re: PLZ ITS URGENT

Well thank u soooooooooooooooo so much ppl

thanks alot to all of u,, mujhay jo lena tha wo mil gaya ,, abi mah badolat LUNCH BREAK par jaing wapis aa kar phr apna thread check karaing,,

jab tak k lie Takhlia
miltay hain lunch break k bad

Re: PLZ ITS URGENT

to aap pakistan mai hain?

Re: PLZ ITS URGENT

acha ji, wesay pagal agar wo hain tu pagal aap b howay na, dono pagal hotay hain to hi game start hoti hay na

KIA SAMJAY:D

Re: PLZ ITS URGENT

Ji ji khob pehchana aap nay am in pak

Re: PLZ ITS URGENT

jootey khaye hain hum nain apney Valentines ke leye
yaad hain abi tak wo hugs aur kisses jo hum nain leye

Valentines day bana tha raat ko mananey ke leye
badlo na ab subject ko tum baat taalney ke leye

ho ga na sabar ab hum se next Valentines ke leye
ke jawani ati hai insaan par enjoy karney ke leye

Re: PLZ ITS URGENT

pak mai hi 1 28 bajay hain.

Re: PLZ ITS URGENT


Me fine n shine as usual ..... Kissi ko batana naheen k maira naam bhi** J** say shoro hota hay ;)

Re: PLZ ITS URGENT

Kisi k janay say zindagi khatam nai hoti wo kehtay hain na in punjabi

Bay kadraan di yari koloon faiz kisay na paya
Kikraan tay angoor charay tay har khosha zakhmaya

so prepare ur self 4 every examination of life n face it wid big smile
daikhna kesay wo gam khushi main badal jata hay
try it once then u'll feel ur self stronger dear

Kitabi batain nahi,,khud par aazmaya howa falsafa jhaar rai hon
trust me

Re: PLZ ITS URGENT

OOOOOOOOOOOOO tu wo aap hain

Jungle King** :D**

Re: PLZ ITS URGENT


Yaps us wakt 1 28 thay abi 2:00pm hay
kun kisi ko koi msg dena hay kia :)