MEEEEEEEEEEEEEEEEE … ![]()
khair mubarik ![]()
MEEEEEEEEEEEEEEEEE … ![]()
khair mubarik ![]()
Re: Please welcome your new Moderator, Namaan
Congrats....
Re: Please welcome your new Moderator, Namaan
Beghairat :P mai pakistan gayi aur C&T bhi kabo karlya :P mubarak ho llol !
Re: Please welcome your new Moderator, Namaan
NaMaan …
- ![]()
Kiya aap ne bhi Modship gallee (street) mohallay se shuru ki thi ???
Agar aap aaj MOD na hotay tou kiya hotay?
Aaj se 5 saal baad aap khud ko GS par kahan daikhtay hain ?
Shadi kab karwa rahay hain? ![]()
Kiya apni Mrs. ko GS par laain ge? Agar tou woh already GS ki member nahin hai .. ![]()
![]()
je je jasay mujh sa pooch ka kisi na kuch aur kabo kiya tha ![]()
khair mubarik ![]()
Jee manay street level sa start ke thee. Bari windows thooreen ![]()
Mod na hota tu ma kum sa kum president of pakistan hota. Lakin jitni galiyaan present presedent khata ha uss ka baad i think i m good here ![]()
GS pa ma apnay app ko dekhta he nahi. Jub bhee dekhta hoon sheeshay ma dekhta hoon ![]()
Aglay janam ma ![]()
Aglay janam ma GS ho ga tu phir na ![]()
lambaaaaaaaa sa saan layaing