Please Pray 4 mah Uncle :-(

Re: Please Pray 4 mah Uncle :frowning:

inna lillaahi wa inna ilaihii raaje’oon

Allah marHoom kii maGhfirat farmaate huye unko jannat ul firdaus meN jagah 'ataa farmaaye aur muta’alliqeen wa mulaaHiqeen ko sabr-e-jameel 'ataa farmaaye…aameen

ham aapke dukh meN baraabar ke shareek haiN…Allah aap sab ko is jaaNkaah daur se kisii taur guzaar de…aameen.