Re: PLEASE PLEASE help with this PAKISTANI song!!!***$$$$
main hoon chaand aur tu hai chaand raat
zarra nazrain to millaa
mujhe keh rahi hai tere mann ki baat
tere aanchal ki hawaa
paar utarne keliye paaniyon par qadam rakh liye jaan e jaaaan
mere haath main hai piyaa tera haath
mera jeevan hai tera
kuch keh rahi hai mere mann ki baat
mere aanchal ki hayaa
sabz aankhon main diye jhoom uthe hain pyaar ke bin piye jaane jaaan
cooltoad.com
type in shabnammajeed-meinhoonchand