Please lets wish KKF a very happy and successful move to NZ!!

**
salaam, welcome and Good Morning Poppies :slight_smile: kaisi haiN? dekhaa karishma? meraa jaanaa jaise bidaaii ho gaii…baabul ke geet bajne lage :cb: yeh sab james baaboo kaa kiyaa dharaa hai…chaleN koii baat nahiiN, ab beRe shaan se bidaa huNgaa GS se lol :hehe:**