Please lets wish KKF a very happy and successful move to NZ!!

achchhaa…chalo koi baat nahiiN maiN bhii bajaauuNgaa baajaa…kisii kaa lol :cb:

**jo jahaan rahtaa hai vo uskaa maayeka hotaa hai. so, maiN maayeka chhoR kar jaa rahaa huN na :wink: u ne kabhii sunaa nahiiN k “YEH dunyaa sasuraal” aur “VO dunyaa maayeka” … vaise, u kahaN haiN? maayeke meN yaa sasuraal meN…

…pataa hai na k “jail ko bhii sasuraal” kahte haiN to maiN us point of view se bhi sasuraal jaa rahaa huN…pardes bhii to jail samaan hii hai :rotfl:
**