PIYAASI

Re: PIYAASI

way bhai wah.mujhe sun ke bari khushi hui ke hamari bachian parahi ka itna shauq rakhti hain. waise jitna waqt aap pyaasi ki thread pe waste karti hain us say kahin ziada parahi mein sarf karti hongi.right?good girl.
main to fakhr se kehti hoon ke main bigri hui bachi hoon. dramey aur filmein dekhney ki shaukeen.kitaabein maine lease pe di hui hain. bas saara din gaaney sunne, filmein dekhi, risaaley parhe , aur shughal kiya.

btw, which serial did you concentrate on ?( taleem-e-balghan?)