jan to abhi churati ho na… baad main thori churao gi.. yar ![]()
haan na… insaan to hai hi pyaasa .. har cheez ka ![]()
naughty gal ![]()
abhi aap meri sohbat main ayin kahan hain… agay agay dekhyie hota hai kia ![]()
aray yaar khatarnaak Dua di hai..
khatarnaak bad-Dua thori di hai…:nono:
aur Allah na kare k main kisi ko bad Dua don
waise mujhe kuch bura nahi lagta…
yeh qasoor tha k unho ne piyasi kyun dekha ![]()