wah .. bari baat hai esix … khud he kahani ko bollywood soap jaisa twist diya … basanti ko apnay jaadu mein lapaita … phir pugaanay ki death karai … aur death kra k … to ab hero ban-nay ki koshish kar rahay ho!
oye badmaash!
aur haan k337 behn … tum thik kehti ho … baqrian parai amaanat hoti hain … kya kahan ya kiya ja sakta hai … jidhar unki kismat .. ![]()