Re: Picture Poetry — Flower in book
koi **phool *dhoop ki paa'tiooN maiN haRay riboN se bandha huwa
wo gazal ka lahja nay'aa nay'aa na kaha huwa na suNa huwa
jisay lay ga'ee hai abhi hawa wo waRaq tha *dil ki kitaab** ka
kahiN aansu'Oo se mita huwa kahiN aansu'oO se likha huwa