pick & choose

Re: pick & choose

Mujahay samajah nahi atee ka asa koyoon hota hai mohabat ke ibatada main kahtay hain ka tumaharay liya duniya badal dain ga aur phir ya ka khud ko nahi badla jaa sakta... kaheen asa tu nahi ka jaab hum mohabat main duniya badalnay ke baat kartay hain tu apnay aap ko us duniya ka hisa nahi samajahtay?