Pic of my neice

Re: Pic of my neice

:eek: kya matlab?

Re: Pic of my neice

aaww.. she is really cute.. MashaAllah.. :kiss:

Re: Pic of my neice

wohi jo mai nay likha hay

Re: Pic of my neice

Sukriya larhka snooty kuri :mocking:

Re: Pic of my neice

:frowning:

Re: Pic of my neice

to may bhi yahi kah rahi hoon nay kay wh ap ki bhateeji hay aab aap yeh to nahi kaho gay kay woh zyada roti hay:snooty:

Re: Pic of my neice

:snooty: ..

Re: Pic of my neice

:) shez cute MashaAlllah!

Re: Pic of my neice

jesay marzi kahien meri terf say jain aap baarh main :mocking:

Re: Pic of my neice

:stuck_out_tongue:
:snooty:

Re: Pic of my neice

Sukriya :slight_smile:

Re: Pic of my neice

MashaALLAHHHHHHHHHHHHHHHHHH mubarak ho bohat pyari hey MashaALLAHHHHHHHHHHHHHHHHHH
MashaALLAHHHHHHHHHHHHHHHHHH
MashaALLAHHHHHHHHHHHHHHHHHH
ALLAH:swt: sey dua hey key is ko nazar naa lagey plz nazar utaar lein

Re: Pic of my neice

Bohat Bohat Sukriya aap ka
Amean SumAmean
Ami zaroor utaarti hon ge is ke nazar aaj kal yea town mai hay and me in islamabad

Re: Pic of my neice

aur meri taraf say aap bhi jain baarh may agar aap mujhey baarh may bhaij saktay hain to may kyon nahi lekin ticket kud karain apni barh may janay ki meray paas paisay nahi:snooty:

Re: Pic of my neice

mai ticket kyo kharidoon mai students hoon students free mai jatay hian barh main :snooty:

Re: Pic of my neice

mashAllah mashAllah she is really really adorable:love:. May Allah bless her with lots of happiness, health and love Ameen :flower1:

Re: Pic of my neice

SumAmean
And Thanks Sis for u Beautiful Dua

Re: Pic of my neice

jee nahi barhmay koi bhi free may nahi jaa sakta pechli baaar yaad nahi aap ko aap free may to nahi gaye thay

Re: Pic of my neice

^ haaan yaad aya unhoon nay mujay barh mai janay k paisay diyay thay :p

Re: Pic of my neice

Yeh tou bauhat hee cute bachee hai...mashallah sey....