[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *
zalim nazroon say na muj ko daikhoo mur jaaon gaa..
[/QUOTE]
arey nahi abba jan, aap mar gay to mera kia hoga :(
[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *
zalim nazroon say na muj ko daikhoo mur jaaon gaa..
[/QUOTE]
arey nahi abba jan, aap mar gay to mera kia hoga :(
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
arey nahi abba jan, aap mar gay to mera kia hoga :(
[/QUOTE]
Nahi bachay main apnay peechay tumhain, aur £100,000 ka qaraz chore kay maroon ga..
oh my God ap ki pic ap k icon se kitni milti hia BTW nice pic..![]()
nice compliments dear… how about ya.. still riding on horse.. :nahnah:
yeah tum nay Dari kab say rakh le ? ? hmmmmm wesay kabhi franch dari rakhi hai … rakh kar dekhna shayed mazeed achay lago… or appnay baalo ko thora kam karo lambay lambay nahi rakho agar rakho tu pakistan khas tor par afghanistan nahi ana ![]()
acha tou phir marey
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
yeah tum nay Dari kab say rakh le ? ? hmmmmm wesay kabhi franch dari rakhi hai ... rakh kar dekhna shayed mazeed achay lago... or appnay baalo ko thora kam karo lambay lambay nahi rakho agar rakho tu pakistan khas tor par afghanistan nahi ana :p
[/QUOTE]
Nahi aghar main pakistan aya tuo fridge main rukh kay aaon ga baloon ko.. Ab aur bur gay hain. Aik added Chotti bun gai hay yaar.. Peechalay 6 saloon say koi acha nai nahi mila.. female nai milti hain...maghar woh hath laghaain tuo chair per zayada dair nahi baith sakta.. ;) bohat slow hain.
Bachay murna koi kelay(Banana) kay chilkay per phislnay ka naam nahi kay ker kay daikhoon..
Hum tuo un logon main say hain jo kehtay hain kay muroo tuo saray zamanay ko lay ker muro…
[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *
Bachay murna koi kelay(Banana) kay chilkay per phislnay ka naam nahi kay ker kay daikhoon..
Hum tuo un logon main say hain jo kehtay hain kay muroo tuo saray zamanay ko lay ker muro...
[/QUOTE]
uffo akele marein naaaaaaa
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
uffo akele marein naaaaaaa
[/QUOTE]
iss show kay kitany nafloon ka swaab milay ga mujhay
[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *
iss show kay kitany nafloon ka swaab milay ga mujhay
[/QUOTE]
1 Rs :D
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
1 Rs :D
[/QUOTE]
chalo theak hai.. send me one Rs and I will send you my dead photo...
![]()
2nd Episode mulahiza farmai jaaiy