yes, qasur sirf tumhara hai..
ke tum ne kante kyun nahi chun liay phoolon se
yes, qasur sirf tumhara hai..
ke tum ne dekha hi kyun chand ko is nazar se ![]()
no no no… qasur sirf tumhara hi hai
ke tum ne is DIL ko dheel hi kyun di itni ke saala pyar ker betha ![]()