lol aap se akar kaisay mil saktay hain hum, aap apna gali ka address hi nahi deti:smack:
lol sahi kaha par abhi mai majboran gupshup pay posting kar rahi ho aur mai kia karoon kamray mai bandh hoon:smack:
mainay apna facebook banaya hai ayaz bhai and alata are my friends now lol
aur saat saat mai shockwave pay virtual villagers khail rahi hoon