Phool Gobi-help?

Re: Phool Gobi-help?

unkii entry BAN kar deN do chaar dinoN ke liye tab tak jab tak yeh thread dusre page par na chali jaaye…mujhe apni seHat kaa baRaa Khayaal hai! saarii haDDiyaaN roz gin gin ke rakhtaa huN…koii kam na ho jaaye is Dar se kahaa hai k unko mujh se door rakkheN! :cb: