Phool Gobi-help?

Re: Phool Gobi-help?

hahahaha…lagtaa to yehii hai…

…vaise, sach poochheN to yeh taaj to marHoom Mehdi Hasan ko milnaa chaahiye…unko gaate dekh kar aise lagtaa thaa k saKht qabz meN mubtilaa haiN aur inko barsoN se heeng kii baghaar kaa khaanaa nahiiN milaa…i wonder if his ustaads ever told him to straighten his face while singing! :hmmm: