Re: ‘Philosophy of Love’ by Altaf Hussain
as long as they write themselves. i didn’t know that he writes poetry…kisii kii kanpaTii par tamancha rakh kar book likhvaaii hogii, yeh soch rahaa thaa maiN ![]()
aajkal yeh baRii beemaarii chal paRii hai k har aira Ghaira natthoo Khaira kitaabeN likhne lagaa hai…likhtaa koii aur hai aur naam kisii aur kaa hotaa hai, Khayaal kisii aur kaa aur alfaaz kisii aur ke…aajkal “I am Malala” par beHs garma garam chal rahii hai! ![]()