Perody

Re: Perody

Kushi mil jaye gi, iss ki umeed kitni hay
“shaid ayk feesud ?”

Aye waqt gawah rahna
Issi ayk feesud kay liye
Kitni ruswaaian gulay lugaai hain

Wo chooti si kiran apnay milan ka pata dayti thi
Ye kasaak dil main rah na jaye
kay hakm-e-waqt say sawal kiya tu hoota

Ub rahnay dain, khail khatum hova
kay waqt kay hain yeh hi faislay
Ye judaian hi apna naseeb thin
Aur hum bhi hain ub thukay hovay

Main tu mushriqi lurki hoon jaana
Hakm-e-sher ka ye faisla hay
Kaysy jeena kaysy murna
Kaysy roona kaysay hunsna
Sub likh diya hay
Bhooly Bisry ka klam hmari Perody:smiley:

Naqal Mil jay gi is ki umed kitni hy

“Shaid pchas fesad?”
**Ay waqat gwah rhna **
isi 50 fesad ky liy
Kitni rshwatin di hain ham ny
Woh chooti si parchi apny pass hony ka pta dyti thi
Yeh hisab ka swal rah na jay

**Kash parchi pr swal number achi trha dykha hota **

Ab rhny dain Imtehan khatam hoa
Ky yeh examiner ky hain fysly
Diy andy mujh ko hisab main
Dandy aba sy prna muqadar hoy

Main tu Pakistani Larka hon amaan
Aba ka ab ka ab yeh fysla hy
Mujhy sapli main pass sirf pass hona hy
Fail hony pr bass AAq hona hy
Sab kh diya hy:(
[RIGHT]:fifa:Ab main bolon ky na bolon:confused: [/RIGHT]