**
Bas dosry ky kandhy per bandoq rekh ker chalana seekh lo:fifa:
PS: Magar Iraq or Afghanistan main ghus ker America ny badnami bhi mol li or apny bandy bhi ganway so sabit howa kandhy per bandoq rekh ker chalany main faida hy:faizy:
**
kaafi koshish ki lekin aksar bandooq rakhnay se doosra ka kandha utar jata hai ![]()
Ulta us ka illaj karwana parta hai
Dykhu tum bandoq ky bajay taop rakh dyti hu shaid:D
mein us waqt pareshaan hoon gi jab koii mujhe use karey gaa ![]()