abay mainay kub kahaa ke loug mujhay ghoortay thay .. main to eik general baat kar rahaa thaa
yaaar ab ab waisay hi keh daen keh aap ghoornay waalon ka target naheen balkay ghoornay waalon mein hi shamil thay..baat ghuma phira kar karnay ki koi khas zaroorat toh naheen hai..