Pehnaoni Culture

Re: Pehnaoni Culture

Aab to china watches he di jati hain, woh door gaiy jub Dubai say Original RADO mungwa kar di jati thi :cobra:

waisay fazoliat hain aur parhay likhay logoon ko tarak kar daini chahiye (waisay un parh bhi chor dain to acha hay :fatee: )