Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....
bus BREAK kay baad dekhyee hota hai kya... KUCH bohat he zabardast cheez ho ge iman say :D
Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....
bus BREAK kay baad dekhyee hota hai kya... KUCH bohat he zabardast cheez ho ge iman say :D
Re: Pehla nasha, pehla khumaar…
Ameen! … hold on … to kia abhi zabardast cheez nahi ho rahi hai kia? ![]()
Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....
nahin abhi kahaan zabardast hai yaar.. abhi to sub PUSS hai :(
Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....
Mujhe Khumaar to mili, Nasha ka intezaar hai :p
Re: Pehla nasha, pehla khumaar…
DonoN aik doosrey kay andar haiN…
Re: Pehla nasha, pehla khumaar…
abhi tuk tou nahin mila,ho sakta hay keh mil jaaye :rotato:
Re: Pehla nasha, pehla khumaar…
per kaisay…bari mushqil baba bari muskil..![]()
Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....
mujhay mila :) :) :)
Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....
Viva: Hasil karney kay liey kuch haath paaoN chalana paRtey hain.
Bhindeee: - kia mushkil....? sab dimaagh ka futoor hai. Agar lagan sachi ho to phoR kar rakh sakti ho!
ChupKeSe = :) ... to kaisa lag raha hai? SaatveiN aasmaan par ho ya kuch neechey utriN?
Re: Pehla nasha, pehla khumaar…
agar tum na bhi milay tub bhi zamana choorr dain gain hum ![]()