Pehla nasha, pehla khumaar.....

Re: Pehla nasha, pehla khumaar.....

hehe Janu bhai, I really miss u, kahan thay itnay ham sab ko chor kar ?
khair... love to see u back, and love to read your classic urdu :-)

acha bohat si baatain karni hain aap say ... abhi nai baad main inshAllah... abb gayab nai hona Brother gadhay k tind say seeengh ki tarah :-p

abhi ijaazat :-)